"Aaeena e Dil"
'the mirror of my heart'
Jab talak hum qalam hua is zalim Qalb se,
tha garz e sail faqat waqt-e-khatmi iztirab.
Nazar pur ashq o gam ki dil-e-aaeen mai,
tabadal-e-rukhsar dekha sat mashuka-e-rubab,
Mai puch betha Nadan! nifaq hai tum main,
nafs hai tu maira, nakis gulam-e-shabab.
Istaad hu mai aaeen mai tere, kar koi faisla,
Aaqa hai tera gulam aaj, Muntazir-e-Jawab.
Masum bethay ho WAQAS', kar ke chak mera,
munsif hu Misl-e-waqt, shayan hai yahi hisaab.

No comments:
Post a Comment